haryana ke khapo ki mane toh, dair raat, shaadi nahi honi
chahiye.
inke anusaar, dair raat shaadi mein log sharab ka sewan
karte hai, hungama machta hai aur is wajah se, apradh badta hai.
ab shaadi ka apradh se kya lena dena?
apradh rokna hi hai toh apradhio ko kadi sazaa do!
apradh rokna hi hai toh balatkaario ko pakdo!
apradh rokna hi hai toh chorio ko roko!
kabhi kehte hai ki, ‘junk food’ se apradh bard raha hai -
kabhi kehte hai ki, ‘dair raat shaadi’ se apradh bard raha hai................
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें